Ek Ehsaas | Maa par Kavita

Written by Shashank Kumar

Ek Ehsaas | Shashank Kumar ki Kavita | Maa Par Kavita

Kavita ke baare mein: Maa ek aisa shabd hai jise kitni bhi baar bol lo par uski ehmiyat kam nahi hoti. Maa ko bhagwan ka darza bhi diya gaya hai. Aisi hi Maa par hai Shashank Kumar ki yeh Kavita.

Maa hai sabse pyari …
Jisne dekhi duniya Dari …
Maa hai sabse pyari…
Jab hota hai dard…
Tab aata hai yaad maa ko…
Aasu se jalkta malham ko…
Maa hoti h sabse pyari…
Hote hai bade hai hum..
Tab pyar Ho Jata hai kum…
Fir bhi maa ko yaad aata hai woh bachpan…
Jab kahlti hai kami hame uski…
Tab maa kehte pukarte hum…
Khi aur rhehti hai aur rote hai hum…
Maa hai sabse pyari…
Jisne dikhaki duniya Dari jate jate..


Kaisi lagi aapko Shashank Kumar ki Maa yeh Prem Kavita? Comment kar ke zaroor batayein aur Writer ko bhi encourage karein.


Writer Shashank Kumar ke baare mein padhein yahan.


Padhiye Maa par ek aur Hindi Kavita:

  • मेरी माँ: माँ पर यह कविता माँ के महत्व को विभिन्न दृष्टिकोणों से समझाती है।

Padhiye Aise hi Rishton par aur Hindi Kavitayein:

  • दादी तुम चुप क्यों हो?: कवयित्री उषा रानी की यह कविता बूढ़ी दादी माँ के लिए कई सवाल लिए है। पढ़ के ज़रूर बताइएगा कि क्या आपके दिल में भी ऐसे ही सवाल आते हैं ?
  • प्यारे जीजाजी: जैसा की कविता के नाम से प्रत्यक्ष है, उम्मेद सिंह सोलंकी “आदित्य” जी की यह कविता उनके प्यारे जीजाजी के लिए है।
  • ये कैसे हैं रिश्ते:  ‘ये कैसे हैं रिश्ते’, यह एक रिश्तों पर कविता है जिसे लिखा है कवि ‘जुबैर खाँन’ ने । अपनी इस कविता में कवि रिश्तों की विचित्रता का वर्णन कर रहे हैं।

Agar aap bhi Kahaniyan ya Kavitayein likhte hain aur ek genuine platform dhoondh rahe hain apni rachnayon ko share karne ke liye aur saath mein apni growth ke liye to humein email bhejiye:  storiesdilse@gmail.com par. Ya phir apni Kahani ya Kavita humein bhej sakte hain yahan: https://storiesdilse.in/submit-your-stories-poems/


PC: Irina Murza 

 1,326 total views

Share on:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *