Ek Sachchayi | Waqt par Kavita

Written by Shashank Kumar

Ek Sachchayi | Written by Shashank Kumar | Waqt par Kavita

Brief introduction: Aage kya karna hai, kaise karna hai, sahi hai ya galat, kaise pata chalega? kuch aise hi pehluoon par hai Shashank Kumar ki waqt par yeh Kavita

Waqt kehta ki sambal jao…
Taqdeer kehti h ki ruk jaoo…
Dil kehta hai dekh Lo jaan Lo..
Par dimag kehta h kar do jo
Karna h…
Yeah waqt hi hai ki jo hame
Batata hai…
Yeah hamari Taqdeer h jo hame
milti hai…
Yeah hamara dimag hai jo hame
samjhata h…
Yeah wohi dil hai jo har kisi se
pyar karta hai..
Aur yeah wohi hamara dimag
hai jo hame bhram mai dalata
hai…

So think about it..


Kaisi lagi aapko Shashank Kumar ki waqt par yeh kavita ? Comment kar ke zaroor batayein aur Writer ko bhi encourage karein.


Writer Shashank Kumar ke baare mein padhein yahan.


Padhiye unki aur Kavitayein:

  • INDIANS | ek Hindi kavita: India aur Indians par yeh Kavita, India ke gunon aur visheshtaon se bharpoor hai.
  • Khuda | Ek Hindi Kavita : Kuch gehri guftugu chal rahi hai Khuda aur Kavi ke beech – padhiye uske kuch ansh is Kavita mein.
  • Ek Ehsaas: Maa ek aisa shabd hai jise kitni bhi baar bol lo par uski ehmiyat kam nahi hoti. Maa ko bhagwan ka darza bhi diya gaya hai. Aisi hi Maa par hai Shashank Kumar ki yeh Kavita.

Padhiye kuch aur Hindi Kavitayein :-

  • चलो आज कहीं घूम आते हैं: जब बहुत दिनों तक हम अपनों से मिल नहीं पाते। उनके साथ बैठ कर बातें नहीं कर पाते। उनके साथ कहीं घूमने नहीं जा पाते तो मन में कुछ भाव उठते हैं। वही भाव व्यक्त कर रही हैं शिखा सिंह ‘प्रज्ञा’ जी अपनी इस हिंदी कविता “चलो आज कहीं घूम आते हैं” में ।
  • खामोश घड़ी: घड़ी – कई प्रकार में आती हैं – छोटी भी और बड़ी भी। पर घड़ी जो बताती है वो सब में बड़ा है। ऐसे ही घड़ी की अहमियत समझाती हुई ‘उम्मेद सिंह सोलंकी “आदित्य”‘ की यह कविता ‘खामोश घड़ी’।

Agar aap bhi Kahaniyan ya Kavitayein likhte hain aur ek genuine platform dhoondh rahe hain apni rachnayon ko share karne ke liye aur saath mein apni growth ke liye to humein email bhejiye:  storiesdilse@gmail.com par. Ya phir apni Kahani ya Kavita humein bhej sakte hain yahan: https://storiesdilse.in/submit-your-stories-poems/


Photo by Jon Tyson

 654 total views

Share on:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *