INDIANS | ek Hindi kavita

Written by Shashank Kumar

Indians | Shashank Kumar Ki Kavita

About the Poem: India aur Indians par yeh Kavita, India ke gunon aur visheshtaon se bharpoor hai.

India india india…
Garv se naam liya Jata hai…
Har dusman ye naam sun kar kapta hai…
Soch Mai Har koi padh Jata hai…
Koi todh nhi nikal pata hai..
Naam sun kar har koi ghabrata hai..
Dosto k sath mitrata k vyavhar karta …
Sabko sath lekar chalta hai…
Duniya Mai naam roshan karta hai..
Do do vaccine bana kar sabko baant deta hai…
Aur duniya Mai cha Jata hai…
Yeah hai hamare india ka power…
Har ek baat Mai dushmano ko dhul chata deta hai…
We proud to be INDIANS because we live in INDIA


Kaisi lagi aapko Shashank Kumar ki yeh Kavita ‘Indians’? Comment kar ke zaroor batayein aur Writer ko bhi encourage karein.


Writer Shashank Kumar ke baare mein padhein yahan.


Padhiye Shashank ki aur kavitayein:

  • Khuda | Ek Hindi Kavita : Kuch gehri guftugu chal rahi hai Khuda aur Kavi ke beech – padhiye uske kuch ansh is Kavita mein.
  • Ek Ehsaas: Maa ek aisa shabd hai jise kitni bhi baar bol lo par uski ehmiyat kam nahi hoti. Maa ko bhagwan ka darza bhi diya gaya hai. Aisi hi Maa par hai Shashank Kumar ki yeh Kavita.

padhiye indians par aur kavitayein:-


Agar aap bhi Kahaniyan ya Kavitayein likhte hain aur ek genuine platform dhoondh rahe hain apni rachnayon ko share karne ke liye aur saath mein apni growth ke liye to humein email bhejiye:  storiesdilse@gmail.com par. Ya phir apni Kahani ya Kavita humein bhej sakte hain yahan: https://storiesdilse.in/submit-your-stories-poems/


Photo by Naveed Ahmed

 862 total views

Share on:

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *