About the poem: Kuch gehri guftugu chal rahi hai Khuda aur Kavi ke beech – padhiye uske kuch ansh is Kavita mein.
Khuda jab Jamee pai…
Pucha Ek sawal hamse…
Kyu kush ho aaj tum itna..
Jab ki kuch nhi hai tumhare pass utna..
Jawab ayya yu haste hue…
Dil hai bada Mera…
dusro ki kushi ka rakhta hu khyal…
Aur kya chahiye zindagi Mai..
Ek din aana hai jab tumahare pass..
Toh kyu aasu bahau aur batao aapne RAAJ…
Kaisi lagi aapko Shashank Kumar ki khuda per yeh Kavita? Comment kar ke zaroor batayein aur Writer ko bhi encourage karein.
Writer Shashank Kumar ke baare mein padhein yahan.
Padhiye unki ek aur Kavita:
- Ek Ehsaas: Maa ek aisa shabd hai jise kitni bhi baar bol lo par uski ehmiyat kam nahi hoti. Maa ko bhagwan ka darza bhi diya gaya hai. Aisi hi Maa par hai Shashank Kumar ki yeh Kavita.
Padhiye aisi hi aur Kavitayein Hindi mein :-
- शिव शक्ति | Shiv Shakti : कवियत्री आरती वत्स की यह कविता देवी शक्ति के बारे में है। इस कविता में वे देवी शक्ति के विभिन्न गुणों और विशेषताओं का सुंदरता से वर्णन करती है।
- गुरु की महिमा | गुरु पर कविता हिंदी में: हिंदी में यह कविता गुरु पर है और इसे लिखा है अनिल पटेल जी ने। इस कविता में कवि ने अपने गुरु श्री गोपाल कृष्ण शर्मा की उनके जीवन मे महत्ता बताते हुए गुरु के श्री चरणों मे निवास करने की प्रार्थना की है ।
- गणेश जी: गणेश जी पर विशेष कविता ।
- गं गणपते नमः गणेश जी की वंदना करती कविता ।
Agar aap bhi Kahaniyan ya Kavitayein likhte hain aur ek genuine platform dhoondh rahe hain apni rachnayon ko share karne ke liye aur saath mein apni growth ke liye to humein email bhejiye: storiesdilse@gmail.com par. Ya phir apni Kahani ya Kavita humein bhej sakte hain yahan: https://storiesdilse.in/submit-your-stories-poems/
817 total views